Pagalworld Logo

Hosh Mein Song - Mrunal Shankar

Hosh Mein

Track Details

Singer, Music & Lyrics By : Mrunal Shankar

Hosh Mein Full Lyrics

Explore the depth of the song with full lyrics. These words, paired with the melody, offer a complete experience. Sing along or reflect on them to appreciate the narrative. If you spot mistakes, contact us to update. Click "Read More" to immerse in the song's story.
Kya Hi Bataoon Tumhe Maine Khaayi Hai Kitni Thokarein Aayi Hoon Ladke Unn Se Jo Bhi Chale Mujhe Rokane Aisa Chuna Maine Raasta Khoya Tha Khud Ko Thi Lapata Gustakhiyan Kayi Kari Par Aayi Hoon Ab Main Hosh Mein Das Saal Purani Hai Baat Ek Maa Ne Tha Beti Ko Saunpa Guitar Har Kaam Mein Mahir Thi Ladki Kala Mein Bhi Usne Lagaye Phir Chaand-chaar Chaska Laga Tha Sangeet Ka Karobaar Banana Isiko Tha Par Maa Ne Maa Maathe Ko Peeta Ki Manhoosi Laaya Woh Taufa Dilana Na Mujhko Maa Baap Ko Kuchh Bhi Aur Na Hi Woh Chahte Kuchh Mujh Se Bas Chahte Ki Beti Ki Ho Jaye Shaadi Wo Ghar Ko Sambhaale Aur Khush Rahe Bas Chahte Ki Beti Ki Bhar Jaye Goad Phir Aur Woh Mangenge Kuchh Nahi Par Mujh Ko Nahi Bann Na Insaan Aisa Jo Aulaad Ki Khushi Mein Khush Nahi Kya Hi Bataoon Tumhe Maine Khaayi Hai Kitni Thokarein Aayi Hoon Ladke Unn Se Jo Bhi Chale Mujhe Rokane Aisa Chuna Maine Raasta Khoya Tha Khud Ko Thi Lapata Gustakhiyan Kayi Kari Par Aayi Hoon Ab Main Hosh Mein Aayi Hoon Hosh Mein Aayi Hoon Aayi Hoon Hosh Mein Aayi Hoon Hosh Mein Aayi Hoon Aayi Hoon Hosh Mein Kabhi Gharwale Nahi Samjhe Na Samjhenge Mere Iraade Aur Mera Safar Jabtak Main Niklu Na Ghar Se 9 Se 5 Mere Kaam Ki Na Hogi Kadar Samjhaya Bohot Lada Bhi Bohot Phir Haar Ke Bhaagi Thi Ghar Se Sacchai Se Kitna Hi Bhaagti Laut Ke Aayi Phir Ussi Sheher Mein Haan Maine Khoye Thae Rishtey Khoye Thae Dost Khoya Wajood Pehle Thaane Mein Jaake Ki Kharij Rapat Haspatal Se Liya Saboot Ki Mere Iraade Thae Saaf Nahi Mujhpe Koi Daag Le Gaye Therapy Karli Qabool Ek Sapne Ke Peechhe Thi Pagal Toh Main Hi Thi Dikkat Meri Thi Bhool Main Toh Thi Pagal Hi Mujhse Bhi Pagal Thi Meri Pasand Dil Lagaya Jahaan Bhi Kahaani Hui Nahi Kabhi Safal Haan Hoon Main Alag Hoon Main Juda Meri Kahaani Hai Meri Wajah Jo Pakadi Kalam Likhi Sacchai Hip-hop Ne De Hi Di Mujhko Panah Hai Gawaah Khuda Kya Hi Bataoon Tumhe Maine Khaayi Hai Kitni Thokarein Aayi Hoon Ladke Unn Se Jo Bhi Chale Mujhe Rokane Aisa Chuna Maine Raasta Khoya Tha Khud Ko Thi Lapata Gustakhiyan Kayi Kari Par Aayi Hoon Ab Main Hosh Mein Aayi Hoon Hosh Mein Aayi Hoon Aayi Hoon Hosh Mein Aayi Hoon Hosh Mein Aayi Hoon Aayi Hoon Hosh Mein