Pagalworld Logo

Nasamajh Song - Uday

Nasamajh

Track Details

Singer, Music & Lyrics By : Uday

Nasamajh Full Lyrics

Explore the depth of the song with full lyrics. These words, paired with the melody, offer a complete experience. Sing along or reflect on them to appreciate the narrative. If you spot mistakes, contact us to update. Click "Read More" to immerse in the song's story.
Ye Duniya Toh Ajeeb Hi Shuru Se Kaafio Ko Yahaan Jeene Ki Na Wajah Di Soche Bhi Na Zara Bhi Koi Bhi Kuchh Karne Se Pehle Bas Soche Doosre Ki Saza Ki Mere Paapon Ke Saath Kala Ka Ghada Bhi Jab Chot Padi Kisiko Toh Shraap De Vo Doosre Ko Karma Ki Magar Iss Hisaab Se Toh Jise Chot Lagi Asal Mein Kya Bhaari Uska Karma Nahi? Kyun Yahaan Bekhabar Hi Bekhabar Ko Jaane Vo Bhi Darr Se Rehta Dur Main Bhaaga Apne Ghar Se Mera Ghar Toh Bann Chuki Thi Bas Ab Tu Bas Dekhun Chaaro Taraf Hi Har Jagah Bas Main Bolun Kya Hi Khoob Kyun Kyunki Duniya Saari Nasamajh Ye Duniya Saari Nasamajh Ye Duniya Saari Nasamajh Ye Duniya Saari Nasamajh Ye Duniya Saari Nasamajh Ye Duniya Saari Nasamajh Ye Duniya Saari Nasamajh Main Koshishein Bhi Kari Toh Bhi Koi Yahaan Pata Mujhko Na Samajh Yahaan Nasamajh Bhi Na Samajh Ke Bole Sabko Nasamajh Main Bhi Aata Duniya Mein Toh Main Bhi Thehra Nasamajh Kya Tum Thodi Duniya Ko Samajhte Ho Thode Bhatakte Vahi Thode Se Badalte Log Kuchh Vaade Tode Har Kadam Par Ye Kasam Ke Chor Aur Kuchh Bas Thak Gaye Aur So Gaye Hai Kab Ke Vo Uthte Hi Sunne Mili Das Baatein Pehle Jaisa Lagta Nahi Tu Mujhe Lagi Sach Baat Hai Dinno Mein Main Rehta Band Tha Pehle Bhi Bas Ab Saare Din Mujhe Dikhte Hi Nahi Ye Khaali Bas Raatein Bas Raatein Kuchh Puchhe Mujhe Ki Ab Aaj Kal Aap Kyun Ni Rote Jab Peechhe Dekhun Saari Wajahein Bhi Dur Hi Hogye Subah Hone Se Pehle Hi Hoon Main Sojata Toh Kaise Ho Savera Kaise Hone Wala Surya Uday Ab Khudse Baitha Juda Main Sochun Kya Main Sulake Ab Khud Aake Kar Sakun Khud Se Sulaah Main Par Kaise Khud Ki Baatein Bhulaake Main Khuda Se Bhi Puchhun Kya Tu Khuda Hai Ya Khuda Ka Bhi Khuda Ek Main Ruka Vahi Aaye Nahi Tum Hum Roshni Ke Aage Magar Saaye Rahe Ghum Jo Diary Main Bharta Tha Vo Diary Bhi Chup Vo Shaayari Hai Khush Kaise Jab Shaayar Hi Nahi Khush Meri Naarazgi Jab Tumse Tabh Tum Khafa Hoti Kya Tum Bhi Nasamajh Ya Aakhir Mujhe Saza Dogi? Phir Sochun Saza Hogi Sapne Saare Bikhrege Par Sapne Poore Ho Gaye Toh Jeene Ki Kya Wajah Hogi? Chot Puraani Phirse Aaj Lagti Nahi Jeet Na Miley Par Vo Haar Tak Hi Sahi Vo Jisse Karti Pyaar Vo Usse Karta Nahi Aur Vo Kare Jise Vo Usse Pyaar Karti Nahi Zinda Uthade Jo Vo Neend Nahi Hoti Ghadi Ki Sui Atki Dhayi Par Vo Teen Nahi Hoti Agar Ganga Mein Jaate Paapi Paap Dhone Toh Jo Paap Karte Na Unko Kya Ganga Naseeb Nahi Hoti? Kyun Yahaan Bekhabar Hi Bekhabar Ko Jaane Vo Bhi Darr Se Rehta Dur Main Bhaaga Apne Ghar Se Mera Ghar Toh Bann Chuki Thi Bas Ab Tu Bas Dekhun Charo Taraf Hi Har Jagah Bas Main Bolun Kya Hi Khoob Kyun Kyunki Duniya Saari Nasamajh Ye Duniya Saari Nasamajh Ye Duniya Saari Nasamajh Ye Duniya Saari Nasamajh Ye Duniya Saari Nasamajh Ye Duniya Saari Nasamajh Ye Duniya Saari Nasamajh Main Koshishein Bhi Kari Toh Bhi Koi Yahaan Pata Mujh Ko Na Samajh Yahaan Nasamajh Bhi Na Samajh Ke Bole Sabko Nasamajh Main Bhi Aata Duniya Mein Toh Main Bhi Thehra Nasamajh Ye Duniya Lakeer Jo Mitti Chali Jaati Jitna Tum Usse Kheenchtein Vo Safar Bhi Kya Safar Jo Aadha Chhode Na Musafir Beech Mein Khair Ye Duniya Toh Nasamajh Main Safar Ki Shaanti Ko Poora Sokh Liya Khair Tu Hi Toh Duniya Hai Meri Aur Hum Ek Hi Hai Tabh Hi Nasamjhi Mein Safar Adhoora Chhod Diya